Hindi Poems
Take a time to laugh, for it is the music of the soul.
A VERY BEAUTIFUL POEM ON TODAYS FAST LIFE.
"WAQT NAHI"
Har khushi Hai Logon Ke Daman Mein
Par EK Hansi Ke liye Waqt Nahi.
Deen Raat Daudti Duniya Mein,
Zindagi Ke Liye Waqt Nahi.
Maa Ki Lori Ka Ehsas To Hai,
Par Maa Ko Maa Kehne Ka Waqt Nahi.
Saare Rishton Ko To Hum Maar Chuke,
Ab Unhe Dafnane Ka Bhi Waqt Nahi.
Saare Naam Mobile Mein Hain,
Par Dosti Ke Liye Waqt Nahi.
Gairon Ki Kiya Baat Karen,
Jab Apno Ke Liye Hi Waqt Nahi.
Aankhon Me Neend Badee,
Par Sone Ka Waqt Nahi,
Dil Hai Gamon Se Bhara,
Par Rone Ka Bhi Waqt Nahi.
Paison Ki Daud Me Aise Daude,
Ki Thakne Ka Bhi Nahi.
Paraye Ehsason Ki Kya Kadr Karein,
Jab Apne Sapno Ke Liye Hi Waqt Nahi.
Tu Hi Bata E zindagi,
Is Zindagi Ka Kiya Hoga,
Ki Har Pal Marne Walon Ko,
Jeene Ke Liye Bhi Waqt Nahi. ...
IMAM ALI ( A.S )
IMAM ALI (A.S) SAYS!
Jub Tumhe Mehsoos Ho KE
Tumhari Tabiyat Ko Zikr-E-Khuda Se
Muhabbatho Gai Hay To
Samjo Vo Tumhe Pasand Karta Hay.
ZIKR
Zikr Hua Jab KHUDA KI Rahamato Ka,
Hamne Khud Ko Khusnasib Paya...
Arzoo Ki Ek Pyare Se Dosti Ki,
KHUDA Ne Hamko Aaap Se Mila Diya...
DARD
Kisi Dard Ko Sambhal Pana Asan Nahi,
Haste Hue Har Pal Ko Bita Pana Asan Nahi,
Zindagi Me Har Koi Dilme Nahi Bus Pata,
Or Us Ek Base Hue Ko Bhula Pana Asan Nahi.
|